Hello doston, aaj ke post me mai aapko batane wala hun ki Facebook page par follow button kis tarah se enable kiye jata hai.
To usse pahle humlog short me jaan lete hai ki Facebook kya hai?
Hum sabhi log Facebook ke naam se to acchi tarah parichit hai.
Yah ek app hai jiske dwara ham duniya Ki kisi bhi kone me apni baato ko pahuncha sakte hain.
Yah ek social networking site hai.
Facebook app ko 18 may 2020 tak 5 billion se adhik log download kar chuke hain.
Facebook lagbhag sabhi phone mein chalta hai.
Generally, ham sabhi log Facebook ka use apne friend, family member aur relative se chatting karne ke liye karte hain
👉 Facebook app ke dwara hum apne favourite celebrity ko live dekh sakte hain.
👉 Yaha par aapko sabhi prakar ke news aur videos dekhne ko milte hai.
👉 Facebook ke sabse important feature jaise timelines per likhna, photos ko like karna, live aana, etc.
Doston, aise to aap Facebook page per bahut sare button ko enable kar sakte hain jaise WhatsApp, call now, contact us, message, like, follow etc. In button ko enable karne ke liye aapko sabse pahle Facebook open kar lena hai aur home page per chale jana hai.
Homepage per aapko screen ke right corner me 3 straight line dikhega us per click karke Facebook page open kar lena hai.
Ab aapko apne Facebook page per add button likha milega aapko us per click kar dena hai.
Aur jo bhi button lagana chahe vah lga sakte hain jaise me WhatsApp, call now, contact us, message, like, follow etc lekin follow button lagane ke liye aapko kuchh aur steps ko follow karna padega jo mai ab batane wala hun.
Facebook page par follow button lagane ke liye sabse pahle aapko Facebook open kar lena hai aur right side ke corner me 3 straight line dikhega us per click kar dena hai.
Uske bad aapko apna Facebook page open kar lena hai. Open karne per aapko overview, ads, inbox, notification, aur more ka option milega.
Jaisa ki niche 👇 diye gye interface mein dekh sakte hain.
Aapko more ke option per click kar dena hai. More Ke option par click karne ke bad aapke screen per bahut sare option jaenge.
Jaise ki message, page, news feed, insights, events, groups, manage jobs, shops, offers, Ads manager, notification, share, mention review, checkings, page control, edit page, page quality, setting, invite friends etc.
Doston, aap ko page control ke edit page per click kar dena hai. Click krne par aapke screen per kuch template aa jayega. Jaise restaurant and cafe shopping, video page, business aapko pahle a current template ke edit par kar dena hai,
Uske baad video page template per click kar dena hai jaisa ki aap niche 👇 dikhay interface me de sakte hain.
Uske bad aapko apply template par click kar dena hai. Click karne per aapko screen per apply template ke niche video page likha milega aur screen ke right corner me save ka option dikhega aapko us per click kar dena hai.
CLICK karne per aapko screen per close likha milega aapko close par click kar dena hai aur page ko refresh karke fir se apna Facebook page open kar lena hai aur view as ke option par click kar dena hai jisme aap dekh sakte hain ki follow button enable ho jayga.
Ab aapko jyada se jyada article aur video publish karna hai. Doston, mai aapko bta dun ki Facebook page per 10,000 followers minimum hona chahiye tabhi aap earning kar sakte hain.
To doston, mujhe ummid hai ki aapko is post se related sari information mil gai hogi. Main asha karta hun ki aapko yah post pasand aaya hoga.
Agar aapke man mein is post se related koi bhi question ho to bina kisi hesitation ke aap comment karke poochh sakte hain. Aapko yah post kaisa laga hamen jarur bataen.
Thanks, for read this post.

Facebook kya hai?

Facebook app ke features kya hai?
👉 Facebook per ham sabhi log duniya ke kisi bhi kone ka video/live videos dekh sakte hain.
👉 Hamen jab game khelne ka man karta hai to ham apne best friend, family member aur relative ke sath game bhi khel sakte hain.
👉 Facebook ke madhyam se ham bahut sare group se jude sakte hai hai aur bahut kuch jaan sakte hain.
👉 Is per ham apni picture, videos, memorable moment ko share kar sakte hain.
👉 Iske madhyam se ham up to date rahte hain.
Hamare society, hamare country mein kahan kya ho raha hai yah sab hamen iske dwara pata chal jata hai.
👉 Is per ham apni photos, videos ko safety ke sath collect karke rakh sakte hain.
👉 Iske dwara ham ghar baithe paise kama sakte hain.
👉 Facebook app ke dwara hum apne favourite celebrity ko live dekh sakte hain.
👉 Yaha par aapko sabhi prakar ke news aur videos dekhne ko milte hai.
👉 Facebook ke sabse important feature jaise timelines per likhna, photos ko like karna, live aana, etc.
Doston, aise to aap Facebook page per bahut sare button ko enable kar sakte hain jaise WhatsApp, call now, contact us, message, like, follow etc. In button ko enable karne ke liye aapko sabse pahle Facebook open kar lena hai aur home page per chale jana hai.
Homepage per aapko screen ke right corner me 3 straight line dikhega us per click karke Facebook page open kar lena hai.
Ab aapko apne Facebook page per add button likha milega aapko us per click kar dena hai.
Aur jo bhi button lagana chahe vah lga sakte hain jaise me WhatsApp, call now, contact us, message, like, follow etc lekin follow button lagane ke liye aapko kuchh aur steps ko follow karna padega jo mai ab batane wala hun.
Facebook page per follow button kaise enable kare?
Facebook page par follow button lagane ke liye sabse pahle aapko Facebook open kar lena hai aur right side ke corner me 3 straight line dikhega us per click kar dena hai.
Uske bad aapko apna Facebook page open kar lena hai. Open karne per aapko overview, ads, inbox, notification, aur more ka option milega.
Jaisa ki niche 👇 diye gye interface mein dekh sakte hain.
Aapko more ke option per click kar dena hai. More Ke option par click karne ke bad aapke screen per bahut sare option jaenge.
Jaise ki message, page, news feed, insights, events, groups, manage jobs, shops, offers, Ads manager, notification, share, mention review, checkings, page control, edit page, page quality, setting, invite friends etc.
Doston, aap ko page control ke edit page per click kar dena hai. Click krne par aapke screen per kuch template aa jayega. Jaise restaurant and cafe shopping, video page, business aapko pahle a current template ke edit par kar dena hai,
Uske baad video page template per click kar dena hai jaisa ki aap niche 👇 dikhay interface me de sakte hain.
Uske bad aapko apply template par click kar dena hai. Click karne per aapko screen per apply template ke niche video page likha milega aur screen ke right corner me save ka option dikhega aapko us per click kar dena hai.
CLICK karne per aapko screen per close likha milega aapko close par click kar dena hai aur page ko refresh karke fir se apna Facebook page open kar lena hai aur view as ke option par click kar dena hai jisme aap dekh sakte hain ki follow button enable ho jayga.
Ab aapko jyada se jyada article aur video publish karna hai. Doston, mai aapko bta dun ki Facebook page per 10,000 followers minimum hona chahiye tabhi aap earning kar sakte hain.
To doston, mujhe ummid hai ki aapko is post se related sari information mil gai hogi. Main asha karta hun ki aapko yah post pasand aaya hoga.
Agar aapke man mein is post se related koi bhi question ho to bina kisi hesitation ke aap comment karke poochh sakte hain. Aapko yah post kaisa laga hamen jarur bataen.
Thanks, for read this post.
Post kaisa lga jarur btay ConversionConversion EmoticonEmoticon