Hello dosto,
Mai Ranjan Gupta aap sabhi logo ka hmari website Rasonet me tahe dil se swagat krta hun. Aaj ke post me mai apko btane wala hun ki "Copyright free image aur videos kaise aur kaha se download kren?"
Dosto, kya aap bhi google se image aur videos download karke apne YouTube channel yaa blog website par lgate hai?
Agar haan, to jaan lijiye google ka image apke website yaa YouTube channel par copyright strike laa sakti hai.
Copyright strike tabhi aata hai jab aap kisi other person ka image yaa content copy karte hain.
Aese me aap jiss chij ke liye online work kar rahe hai wo kabhi pura hi nahi hoga.
Jab tak aapke website me copyright strike aayga tab tak aapke website/ channel se aapko koi benefit nhi milega.

Aese me aapke sirf ek galti ke karan sara mehnat bekaar ho jayga.
Dosto, aksar new YouTuber yaa new blogger ke sath aesa problem dekha jata hai.
New YouTuber yaa new blogger ke pass jaankari ki kmi hoti hai jiske karan wo google se image download karke apne channel aur website me use karte hai.
Aur aapke website par copyright strike aa jata hai jiske karan aapka website Google me rank nahi kar pata hai.
To dosto, aaj ka ye post unlogo ke liye hai jo new YouTuber/ new blogger hai.
Aaj ke post me mai aapko apne website par copyright free image/ video kaise use kren wo btane wala hun.
Copyright free image aur videos kaise aur kaha se download kare
Aaj ke date me internet par aese bahut sare website ublabdh hai jahan se aap copyright free image download kar sakte hai.
Dosto, aap niche diye gye kuch website ke madhyaam se apne YouTube channel/ blog website ko copyright strike aane se bacha sakte hai.
๐ Pexel :- Pexel ke madhyaam se aap copyright free image apne website par use kar sakte hai.
Iske liye aapko sabse phle chrome browser me jaana hai aur search baar me Pexel type karke search kar lena hai.
Ab aapke samne kuch iss prakar ka interface open hoga.
Ab aapko search for free photo and video likha milega waha jis chij ka image chahiye wo type karke search button par click kar dijye.
Ab aapke same usse related bahut sara images aa jayga.
Screen par aapko 3 option bhi milega jaise :-
1. Images
2. Videos
3. Users
Aap iss website ke madhyaam se video bhi download kar sakte hai.
Aap niche ๐ diye gye link par click karke bhi pexel website ko aasani se open kar sakte hai.
Pexel.com
๐ Unsplash :- Iss website ke madhyaam se aap copyright free image prapt kar sakte hain.
Iss website ko use karne ke liye sabse phle aapko chrome browser me jaana hai aur search baar me Unsplash.com type karke search kar lena hai.
Ab aapko kuch ๐ iss prakar ka interface dikhega.
Isme aap apne topic se related keyword type karke easily use kar sakte bina kisi problem ke.
Aap niche ๐ diye gye link par click karke bhi iss website ko aasani se open kar sakte hai.
Unsplash.com
๐ Pixabay :- Aap apne YouTube channel yaa blog website par copyright free image ko use karne ke liye Pixabay.com se bhi aasani se download kar sakte hai.
Iske liye aapko sabse phle chrome browser me jaana hai aur search baar me Pixabay.com type karke search kar lena hai.
Ab aapke samne kuch ๐ iss prakar ka interface open hoga.
Aap niche ๐ diye gye link par click karke bhi iss website par jaa sakte hai.
Pixabay.com
๐ Label for reuse :- Sabse aasan tarika ye hai jiske madhyaam se copyright free image prapt kar sakte hai.
Iske liye aapko chrome browser me jaana hai aur search baar me apna keyword type kar dena hai.
Ab aapke samne keyword se related bahut sara images aa jayga apko keyword ke niche kuch option dikhega jaise All, images, map, news, video, books.
Aapko image me click kar dena hai.
Uske niche aapko Label for reuse likha milega waha par click karke aap koi bhi images download kar sakte hai.
Isi prakar se aap video par click karke video bhi download kar sakte hai.
How to Download Copyright free Images From Google | No Copyright Strike Image For YouTube
๐ Picjumbo :- Iss website ke madhyaam se aap copyright free image prapt kar sakte hain.
Iss website ko use karne ke liye sabse phle aapko chrome browser me jaana hai aur search baar me Picjumbo.com type karke search kar lena hai.
Ab aapko kuch ๐ iss prakar ka interface dikhega.
Isme aap apne topic se related keyword type karke easily use kar sakte bina kisi problem ke.
Aap niche ๐ diye gye link par click karke bhi iss website ko aasani se open kar sakte hai.
Picjumbo.com
๐ Freestock :- Iss website ke madhyaam se bhi aap copyright free image prapt kar sakte hain.
Iske liye aapko chrome browser me jana hoga.
Aur Freestock.com karna hoga.
Fir aapko apna keyword daalkar search kar lena hai aur kisi bhi website par use kar lena hai.
Aap niche ๐ diye gye link se bhi aasani se iss website par jaa sakte hai.
Freestock.com
๐ Flicker :- Iss website ke madhyaam se bhi aap copyright free image prapt kar sakte hain.
Iss website ko use karne ke liye sabse phle aapko chrome browser me jaana hai aur search baar me Flicker.com type karke search kar lena hai.
Ab aapko kuch ๐ iss prakar ka interface dikhega.
Isme aap apne topic se related keyword type karke easily use kar sakte bina kisi problem ke.
Aap niche ๐ diye gye link par click karke bhi iss website ko aasani se open kar sakte hai.
Flicker.com
๐ Gratisography :- Iss website ko use karne ke liye apko chrome browser me jaana hai aur search baar me Gratisography.com type karke search kar lena hai.
Fir keyword ko type karke images ko download kar lena hai.
Aap niche ๐ diye gye link par click karke bhi iss website par jaa sakte hai.
Gratisography.com
To dosto aaj ke post me maine aapko btaya ki "Copyright free image / videos kaise aur kaha se download krte hai"
Aasha karta hun aapko iss post se related sara information mil gya hoga.
Agar aapko ye post pasand aaya to please comment, share and follow jrur kijiyega.
Thanks, have a nice day.
1 comments:
Click here for commentsAmazing post bhai
Post kaisa lga jarur btay ConversionConversion EmoticonEmoticon