Stepapp kya hai? Stepapp ko use kaise kren?

STEPAPP - Gamified learning App Kya hai?

StepApp ek aesa app hai jisme bachhe khel- khel ke madhyam se different subject ke question ka answer dekar scholarship jit sakte hai.



Arthat har bachhe ka man unke andar ek sundar universe  ke tarah hota hai aur yeh hmara duty hai ki hum us universe ko kaise develop krne me help Kar sakte hai. 

Jab ve sapne dekhte hai aur alag- alag chijo ke bare me kosis karte hai, to ye aaj ki gai humari harkate hai, jo yeh fix krengi ki unke sapne real me bdlte hai ya imagination bani rahti hai.


Stepapp 400 se adhik IITians dwara ki gai prayaso ka result hai Jo ek aakarshak process ke sath sikhte hai.


Yeh application ek bahut hi anokha aur apne sikhne ka experience pradan karta hai, jaha bachhe apne school ke syllabus ko simple way me sikhte hai aur practice karte hai.


Stepapp students ko 50 crore tak ki scholarship pradan karti hai isliye jab ve khelte hai aur ek sath sikhte hai to unhe unke liye apna future bnane ke liye medium bhi diye jate hai.


STEPAPP ke Gamified learning platform ke sath apna khud ka future bnay, khele aur jaane.


Agar aap maths aur science jaise tough subject ke study ke liye interesting tarike ki khoj Kar rahe hai , to STEPAPP apki dream hai.


STEPAPP apke liye ek anokha Gamified learning format lekr aaya hai, Jo interesting hai aur apke syllabus ke liye map ki gai important aur quality based material ke sath sath interesting bhi hai.


STEPAPP ( Students Talent Enhancement Program ) ek Edulsfun Technologies ke mind ka result hai, jisme 400+ IITians aur different doctors ki ek team hai, jisme pichle 5 years se jayda study ko interesting aur easy bnane ke liye ek aim ko achieve krne ke direction me kaam kiya gya hai aur sabhi ke liye quality based education kaise Dena hai, iske liye ready kiya gya hai.

STEPAPP education ko interesting bnane ke liye or sikhne ke result ko bdhane ke liye chief cost par world me sbse dur baithe bachhe ko quality based education pradan karke education ke field me ek mission develop kiya gya tha.

Hum gamification ke madhyam se sikhne me bahut aage hai. Game ke madhyam se bachhe interesting way me bahut kuch Sikh jate hai Jo hume baki logo se alag aur intelligent bnata hai.

STEPAPP ke benefits:-


👉 Personalised, Gamified and adaptive learning- 

Jayda interesting material bnane ke liye Jo bachhe ke sikhne ke process ko interactive aur effective  bnati hai.

STEPAPP swachalit roop se different speed se sikhne wale bachho ke needs ke anukul ho sakta hai.

👉 Board or school syllabus ke liye maps:-

STEPAPP syllabus ko school ke pramukh board ke syllabus me map kiya jata hai aur student ko maths aur science me conceptual clarity pradan krta hai.

Present me STEPAPP  par  syllabus ICSE board, CBSE board  ke liye available hai.

👉 Expert dwara bnay gye material :- 

Yeh 400+ IITians aur doctors ki ek team dwara bnai gai hai.

👉 Detailed progress report:-

Sabhi student ke progress ko sms ya email ke madhyam se sabhi chapter ki detail report ke sath sath parents aur teacher ko btaya jata hai.

👉 Prize aur scholarship:- 

STEP scholarship exam girls ko strong bnane aur apne future ko safe rakhne ka ek chance hai.

50 crore ke scholarship ke facility ke sath sath Shri Amitabh Bachann dwara ek TV event me masti, maths aur science me sharp mind ke dwara advice aur ek clear testing model STEP scholarship exam 5 se 11th class ke students ko dena chahiye. 

👉 Mentorship and guidance:-

Hmare expert hmesa winner ko advice denge.


 STEPAPP scholarship ke benefits:- 


👉 Sikhne ki sahayta ( winner or not you'll  undoubtedly learn )

👉 Attractive and wonderful prize.

👉 STEP scholarship ka use sabhi education aur carrier se related aim ko pura karne ke liye kiya jaa sakta hai jaise books, fees, startapp aur bahut kuch.

👉 Winner ( hmare STEPAPP jaankar ) maths aur science ke field me kuch sharp mind me mentoring aur guidance prapt kren.

Hmare sikhne ki technique hai Jo ek bachhe ke interest ko bnay rkhti hai.

👉 STEPAPP ek education par based bachho ka ek khel hai Jo sikhne me bachho ko busy rkhta hai aur sath hi yeh unki curiosity ko bdhata hai.

👉 STEPAPP  galat answer ke according bachho ka test nahi leta hai, balki unki galti or clarity ke according karta hai kyunki ye competitive exam ke liye bachho ke liye kafi important hai.


STEPAPP - Gamified learning app ka use Kaise kren?


👉 Sabse phle to is app to install krna hoga juske liye apko playstore me jakr STEPAPP- Gamified learning type krke search karna hoga fir install par click kijye. 


👉 Ab open par click kijye fir apke cellphone me ek page open hoga jisme apko apna mobile number dalna hai.

👉 Mobile number dalne ke baad us number par OTP jayga us OTP ko daal dijye.

👉 Fir continue par click kijye. Ab apke cellphone ke screen par next step to free demo likha aayga us par click kijye.

👉 Ab board ko select kijye jisme se apko ICSE, CBSE aur other board me se kisi ek par click kijye.

👉 Ab 2 option aayga 
Play and earn aur
Play and learn

👉 Play and earn ka matlb khelte khelte scholarship jit skte hai aur

Play and learn ka matlb khelte khelte aap learn bhi Kar skte hai.

👉 Play and learn par click karne ke baad apna name daale uske just niche apko apne parents ka email ID dalna hoga, aap chahe to apna email ID bhi daal skte hai.


👉 Ab Ok par click karke aap subject select kijye jaise maths, physics, chemistry  me se kisi ek subject ko select kijye or play par click kijye.

👉 Khelte samay yeh Dhyan rakhe ki agar apna answer continue sahi ho raha to to aap aage bdhte jaynge aur agar galat hua to piche hote jaynge.

👉 Aur ek label ko pura karne ke baad hi dusre label to unlock Kar sakte hai.

👉 Agar apko kisi aur label ko unlock karna hai to aap 500 rupees Jama karke unlock Kar skte hai aur 1 crore tak scholarship jit skte hai.

Ye post kaisa lga comment karke jarur btaiyega agar koi bhi question ho to Puch sakte hai.

Thanks.

Previous
Next Post »

2 comments

Click here for comments

Post kaisa lga jarur btay ConversionConversion EmoticonEmoticon