OLX App Kya hai?
Hello dosto, Educra.com me apka swagat hai. Aaj Mai apko OLX App Kya hai? Iske bare me batane ja rha hun.
Dosto agar hume kuch kharidna ya bechna hota hai to hum bazar jate hai aur adhiktar log aesa krte aay hai.
Aur aaj bhi Kar rahe hai lekin ab bahut se aesi website ban gai hai jiske madad se hum Ghar baithe hi apna saman kharid aur bech skte hai.
Agar hmare pass koi purana saman hota hai jiska him istemaal nahi krte hai use bechne ka sochte hai aur hum apna purana saman bechne jate hai to badi muskil se bazar me bikta hai.
Lekin ab apko preshan hone ki jarurt nahi hai ab aesi website bhi hai just par aap apna purana saman aasani se bech skte hai.
Jarur dekhe:- 4raBet app Kya hai? 4raBet app ko kaise use kren?
Jiske bare me Mai aaj apko btane Wala hun.
To dekhte hai OLX App Kya hai?
OLX ka pura naam On line Exchange hota hai. OLX ek Global online marketplace hai.
Present me OLX ka karobad sirf Bharat me hi nahi balki dunia ke 45 anya desh me bhi faila hua hai.
Yeh mukhya Roop se upyog kiye jaane wale samano ki dubara bechne ke liye ek online market ke roop me Jana jata hai.
OLX company ko March 2006 me launch kiya gya tha jisme aap apne purane saman jaise furniture, car, bike, clothing, smartphone, tv, fridge aadi chije bhi kharid or bech skte hai.
OLX App ko use krne ke fayde?
OLX App ke to bahut sare fayde hai. Unme se kuch fayde yeh bhi hai ki :-
👉 OLX me apne aaspass ke area me product ko kharid or bech skte hai.
Kyunki OLX hmare area me according khoja gya product dikhata hai.
👉 OLX par register wikreta hai, aur yadi apko product psand hai , to hum wikreta ko message Kar skte hai aur product ki Puri jankari le skte hai.
👉 OLX par kisi purane product ko buying or selling ka ek bahut aasan tarika hai.
OLX App me account kaise bnay?
Aap bhi is website ka use Kar skte hai aur apne saman ko bechna chahte hai to apko phle is par apna account bnana hoga.
👉 OLX app me account bnane ke liye sbse phle aap playstore me jaiye or OLX search krke install kijiye.
👉 Install hone ke baad open krna hoga.
👉 Open krne par bahut Sara option aayega jisme apko continue with mobile number par click krna hai.
👉 Uspar click krne ke baad apko mobile number daal Kar next par h click krna h.
👉 Ab mobile number par gye OTP ko daalna hai aur password daal Kar save par click krna hoga.
👉 Ab Aap apna naam daal kar next par click kren. Ab edit profile picture aayega usme click krne par select from gallery par jaay aur pic select kren.
👉 pic upload hone ke baad next par click kren.
👉 Next par click krne par Thora wait krna hoga fir email ID daal dalna hoga.
👉 Email ID add krne ke baad next par click kren fir email I'd par gye verification code Ko daal Kar next par click kren.
👉 Ab continue with Google par jakr next par click kren.
👉 Fir screen par something else about you ke option me jakr apne bare me sahi sahi kuch likhe ab next par jaane ke baad go it ka option as jayga
👉 Ab apka account ban kar ready ho Chuka hai ab aap next par click kren.
Aur logo dwara beche Jane wale product ko dekh Kar kharid skte hai aur chahe to aap bhi product ka image daal Kar product ko bech skte hai.
Thanks
Post kaisa lga jarur btay ConversionConversion EmoticonEmoticon